Namashkar dosto mai hoon Pronab Choudhury….
Aj mai aap logo se 33'x33'
(1100 sqft) size ka building plan ke bare mai discuses karne wala hoon..To
chaliye dosto start karte hain....
Main entrance humlogo ko
centre me mil raha hai, Entrance me stair provide kiya gaya hai kyuki ground
level se plinth level 2 feet up kiya gaya hain,Main entrance 4 feet ka door
provide kiya gaya hai… main entrance me 5 feet ka passage mil raha hain..then right
hand side me humlogo ko Drawing Room milraha hain.. DRAWING ROOM (13’8”x11’8”) me humlogo mil hara hai TV, Sofa, Chair, Carpet
etc…then drawing room se nikal ke humlogo chale ate hai MASTER BED ROOM (11’8”x11’8”) me, yah ape humlogo ko mil raha hai Bed, Table,
Store Shelf, Dressing, TV etc. Mater bed room ke sath humlogo ko milraha hai TOILET (5”x7’6”).. Then Master bedrrom se nikal ke hum logo ko milega COMMON TOIET (6’2”x7’6”).. then right hand side me humlogo milraha hai STAIR..
then humlogo ko or ek BED ROOM (13’8”x11’8”) mil raha hai..ish bed room pe humlogo ko extra
ek computer table mil raha hai, baki sab master bed room kahi same items
provide kiya gaya hai…Then bed room se
nikalke humlogo ko DINING AREA (8’8”x11’2”) mil raha hai jaha pe Dining Table or Hand wash
sink milraha hai…Then Left hand side me humlogo ka KITCHEN (8’x11’2”) milraha hai.. kitchen me humlogo ko milraha hai ek burner,Sink,
Fridge etc…
Bass Ground Floor
complete ho gaya. Agar aapko first floor ke bare mai janna hai the ushke liye
comment kijiye mai ushke bare mebhi aaplogo ke sath discuss karunag.
Aaj ke liye itnahi Thank
you very much Friends......
File 33’x33’ House Plan
>
YouTube video
No comments:
Post a Comment